Kota · Hostels & PG
Find yourRoomin Kota,Verified.
Brokers aur random listings chhod. Bas area ya coaching bata, Chintu verified PGs aur hostels nikaal dega.
Sunrise PG
200m to Allen
कोटा में
0+
students. Har saal.
Brokerage.
Bikhri listings.
Band numbers.
Na mess, Na laundry ka pta.
Ek bhi dhang ki verified list nahi thi.
Ab hai.
ApnaKamra.
क्या solve karte hain
Har dard ka ilaaj.
Hostels & PGs
Kota ke saare accommodation options, ek hi jagah.
Direct information
Har property ki detail owner se seedhi baat karke.
Compare options
Price, facilities aur baaki zaroori cheezein aasani se compare karo.
Libraries nearby
Apne accommodation ke aas-paas ki libraries dhoondo.
Mess & food
Paas ke mess aur khaane ke options.
Hospitals nearby
Zaroorat pe kaunsa hospital paas hai, pehle se pata.
Coaching nearby
Apne stay ke sabse paas wali coachings.
One place
Accommodation aur aas-paas ki saari kaam ki info, saath mein.
Save time — for free
Kam dhoondhna, kam calls, kam compare. Aur tere liye bilkul free.
तीन स्टेप
Bhatakne se seedha check-in, 5 min mein.
Area chuno
Allen ke paas? Vigyan Nagar? Jo area chahiye, select karo. Map pe dekhna ho toh map kholo.
Farmaish batao
Budget, single/sharing, AC, mess — jo chahiye filter lagao. Hum wahi dikhayenge jo fit baithe.
Direct call karo
Bina kisi middleman ke seedha warden ya owner ko WhatsApp karo. Room pakka.
itna hi simple hai. sach mein.
Seedhi baat, no bakwaas.
“Bhai mess ka khana genuinely ghar jaisa hai, mummy khush ho gayi 😋”
“2 din mein room mil gaya, zero dalali di 🔥”
“Campus se 200m, subah 5 baje wale batch mein bhi late nahi hota 😅”
“Papa ne 'Verified' dekha aur turant haan bol diya ✅”
गिनती बोलती है
Bharosa, numbers mein.
वेरिफाइड
Verified hostels
Chintu jaake dekh aaya
इलाके
Areas covered
Poore Kota mein
कोचिंग
Coachings mapped
Har campus ke aas-paas
दलाली
Brokerage
Tere se kabhi nahi
Jitna dikhaya, utna sach. Baaki jab verify hoga, tab batayenge. ✦
Tera room Kota mein, ek tap door.
Coaching batao. Hum campus ke paas verified hostels line-up karenge, phir WhatsApp pe seedha connect.